34/मिनट
60/मिनट
Dhairya sir ke sath baat karke mujhe bahut achcha lagta Hai jab bhi baat karta hun tab tab mind kafi relax ho jata hai aur Main sabse yahi kahana chahunga agar aapko satik Samadhan chahie to sir se contact jarur Karen.......thanxs sir
Sir se baat kar k jo confidence aata hai na by goddd🫰pura chart ache se read kar k ek ek baat smjha dete hai, saaf clear... happy and relieved... thankyou so much Vintoo Sir🙏
Inki prediction karne ki style behad impressive aur professional hai. Jyotishiya ganana aur gehre analysis ke aadhar par ye jis clarity aur accuracy ke saath har pehlu ko samjhate hain, woh waqai tarif ke kabil hai... @mahesh
Perfect prediction! Rishabh